Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aankho Me Aankhe Kho Jaane Do
|
Anuradha Paudwal, Manhar Udhas | Sonik Omi | ||||
Tera Karam Mera Dharam (1987) | Indeevar | ||||||
aaj to chaal me bhi masti
jalaal me bhi masti
nikhar pe bhi masti
bahar pe bhi masti
kya baat hai
saheliyo ne kaha ke
tu jawaan ho gayi hai
ankhon me ankhen kho jane do
baahon me apni so jane do
ankhon me ankhen kho jane do
baahon me apni so jane do
piche karna sab kuch
pehle shaadi ho jane do
ankhon me ankhen kho jane do
baahon me apni so jane do
dil taras raha hai kabse
gaalon ka le lu kosa
kyu bhag rahi ho mujhse
kya pyar pe nahi bharosa
tum bhool jaoge dekar
mujhe pyar ki koi nishani
badnaam ho jayegi
galiyon me meri jawani
dil ko duniya se lad jane do
jara bat ko aage badh jane do
sab ho jayega pehle
phere padh jane do
ankhon me ankhen kho jane do
baahon me apni so jane do
balkhata badan ye tera
ho ras ki ganga jaise
uspar bharpur jawani
dil bas me kare koi kaise
kyaa pyar nahi tumhe mujhse
kyaa jism hi tumko pyara
main bhag nahi jaungi
mera sab kuch hai tumhara
saanso se saanse takrane do
do roohon ko ab mil jane do
sab kuch mil jayega
pehle doli chadh jane do
ankhon me ankhen kho jane do
baahon me apni so jane do
piche karna sab kuch
pehle shaadi ho jane do
ankhon me ankhen kho jane do
baahon me apni so jane do