Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aankhe Sharab Ke
|
Manna Dey | Laxmikant Pyarelal | ||||
Man Ki Ankhen (1970) | Sahir Ludhianvi | ||||||
meri jaa meri jaa dilbar mahi aur balkhati
chali aa chali aa meri jaa
aankhe sharab ke chhalke chhalke paimaane
aankhe sharab ke chhalke chhalke paimaane
saanse gulab ke mehke mehke afsaane
haye mere shabaab ke mehfil mehfil deewane
aankhe sharab ke chhalke chhalke paimaane
meri jaa meri jaa dilbar mahi aur balkhati
chali aa chali aa meri jaa
daawat hai bekhudi ki
har ek nigah mein
kaahe pukarte hai aaja panaah mein
daawat hai bekhudi ki
har ek nigah mein
kaahe pukarte hai aaja panaah mein
ye shaukh raate khona naa jaage aankho sona naa
aaj jawa phir hona naa kehte ye jawani kabhi
daaman ke daag ko bhule se bhi dhona naa
daaman ke daag ko bhule se bhi dhona naa
meri jaa meri jaa dilbar mahi aur balkhati
chali aa chali aa meri jaa
wohi majme hai jo aashik mijaj hai
kal kuchh nahi hai pyare jo kuchh hai aaj hai
wohi majme hai jo aashik mijaj hai
kal kuchh nahi hai pyare jo kuchh hai aaj hai
is waqt ko thukrana naa
apne ko tarsana naa
dekh abhi sharmaana naa kehti hai ye jawani ye hi
do din bahaar ha
phir pichhe pachhtana naa
do din bahaar hai
phir pichhe pachhtana naa
meri jaa meri jaa
saanse gulab ke mehke mehke afsaane
haye mere shabaab ke mehke mehke deewane
meri jaa meri jaa
aankhe sharab ke chhalke chhalke paimaane
dilbar mahi aur balkhati
chali aa chali aa meri jaa