Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aankh Me Rahate Hai Woh Aur Saamane Aate Nahi
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | ||||
Naya Kanoon (1965) | Hasrat Jaipuri | Masti Bhare Geet | |||||
aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi
ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai
dil me ghar karte hai or wo sakt dikhlate nahi
ye maje ki bat hai
kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai
hoye ye maje ki bat hai
ek din hamko mile chal diye muh mod kar
ek din hamko mile chal diye muh mod kar
mere dil ka aayina apne dil se to kar
pyar to unko bhi hai or pyar dikhlate bhi nahi
ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai
aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi
ye maje ki bat hai
kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai
hoye ye maje ki bat hai
band kar lungi najar wo to ghabra jayenge
band kar lungi najar wo to ghabra jayenge
fir hamare samne wo hath jode aayenge
samne aate nahi or dil se wo jate nahi
ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai
aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi
ye maje ki bat hai
kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai
hoye ye maje ki bat hai