Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aangana Aangana
|
Mohit Chauhan, Naeem Shameen Ajmeri | Rajendra Shiv | ||||
Adharm (2006) | Sameer | Philosophical Songs | |||||
aangana aangana aangana aangana
gaon ki galiyaan akeli dhundti hogi mujhe
neem ki woh chanv thandi sochati hogi mujhe
bhule nahi apna jahaan sondhi sondhi mati aur ghar angana
bhule nahi apna jahan sondhi sondhi mati aur ghar angana
aankhon mein yeh tinka nahi ka chalka koi lamha yaha
aankhon mein yeh tinka nahi ka chalka koi lamha yaha
gaon ki galiyan akeli dhundti hogi mujhe
neem ki woh chanv thandi sochati hogi mujhe
bhule nahi apna jahan
sondhi sondhi mati aur ghar angana
bhule jhule yaad aaye bhule jhule yaad aaye
beete din bhi satayen
gunje kisi ki hasen kaanon mein mere
koi toh batayen koi dhundh laye
kaha hain mera kaarvaan
meri chath ke thik upar tha mera ek aasmaan
raasten pe jaante the mere kadmon ke nishaan
bhule nahi apna jahaan
sondhi sondhi mati aur ghar angana
apna koi toh pukaare apna koi toh pukaare
chote mere sahare
lauta de mujhko koi mera ashiyaan
shama bujhi jaaye shama bujhi jaaye
yaadon mein basey dhuaan
mera bas chalta toh jholi bhar ke mausam le aata
thodi dhup chura lata main gaon ki khushbu lata
bhule nahi apna jahaan
sondhi sondhi mati aur ghar angana
bhule nahi apna jahan
sondhi sondhi mati aur ghar angana
aankhon mein yeh tinka nahi chalka koi lamha yahaan
aankhon mein yeh tinka nahi chalka koi lamha yahaan
gaon ki galiyaan akeli dhundhati hogi mujhe
neem ki woh chanv thandi sochati hogi mujhe
angana angana bhule nahi apna jahan
sondhi sondhi mati aur ghar angana
angana angana angana angana