Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aane Vaala Kal Bas Ek
|
Kumar Sanu | Anu Malik | Pooja Bhatt, Rahul Roy | |||
Phir Teri Kahani Yaad Aaye (1993) | Kaifi Azmi | Philosophical Songs | |||||
aane vaala kal bas ek sapna hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain

daaman siy sakte hai jo zakhmo ko sina jante ho
jina unka jina jo yaadon me jina jante ho
jin taaro ko rato me uth uth ke gagan me dhundhte ho
jin kaliyon ko phulon ko ja ja ke chaman me dhundhte hai
wo phul wo kaliyan wo taare aanchal mein rahte hai
hum pyaar ki bijli lekar baadal me rahte hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
mere tan man ke armaan apne tan man se pucho
inki chhun chhun ka matlab dil ki dhadkan se pucho
duniya sari zamine le le daulat le le khazane le le
lut sake na jisko zamana humko ek pal aisa de de
pyar ke rangin mausam sab jis pal me rahte hai
waqt le sachche nagme jis pal me rahte hai
aane vaala kal bas ek sapna hai
gujara huwa kal bas ek apna hai
ham gujare kal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain
yaado ke sab jugnun jangal me rahte hain