Lyrics of Aandhiya Aati Thi - आँधियाँ आती थीं
aandhiyan aati thi
lekin kabhi aisa na hua
aandhiyan aati thi
lekin kabhi aisa na hua
khauf ke maare juda
shakh se patta na hua
aandhiyan aati thi
lekin kabhi aisa na hua
aandhiyan aati thi
waqt ki dor ko
thame rahe majabuti se
waqt ki dor ko
tahme rahe thame
waqt ki dor ko thame rahe
thame rahe
waqt ki dor ko
thame rahe majabuti se
aur jab chhuti to
afasosh bhi iska na hua
aur jab chhuti to
afasosh bhi is ka na hua
aandhiyan atithi
raat ko din se milane ki
habas thi hamko
raat ko din se milane ki
habas thi hamko
kam achhchha na tha
anjam bhi achhchha na hua
kam achhchha na tha
anjam bhi achhchha na hua
aandhiyan atithi
khub duniya hai ke suraj
se rakabat thi jinhe
khub, khub duniya hai ke suraj se
rakabat, rakabat thi jinhe
khub duniya hai ke suraj se
rakabat thi jinhe
khub duniya hai ke suraj se
rakabat thi jinhe
tumko hansil kisi
diwar ka saya na hua
tumko hansil kisi
diwar ka saya na hua
aandhiyan atithi
lekin kabhi aisa na hua
khauf ke maare juda
shakh se patta na hua
aandhiyan atithi