Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aanchal Udaya Maine Chali Purvaiye
|
Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Teri Meherbaniyan (1985) | S H Bihari | Dance Songs | |||||
aanchal udaya maine chali purvai
aanchal udaya maine chali purvai
kajal lagaya maine kali ghata chhai
julf lahraye to raat ho jayegi
jo nahi honi ho baat ho jayegi
phike hai kale kale savan ke badal
phike hai kale kale savan ke badal
gahara bahut hai teri aankho ka kajal
baat jo aadhi hai puri ho jaane do
pyar me ab humko aaj kho jaane do
julf lahraye to raat ho jayegi
jo nahi honi ho baat ho jayegi
duniya jo sun legi teri meri bate
duniya jo sun legi teri meri bate
kar degi badnam hamko, ye sawan ki raate
humne ye mana ki jeena haram ka
aisi badnamiyo se hi naam hoga
naam hoga
hoti hain ho badnami aaj ho jane do
baat jo badati hai baat badh jane do
julf laharane do raat ho jane do
jo nahi honi ho baat ho jane do
sajni o sajni kyu hai ruthi ruthi
are sajni o sajni kyu hai ruthi ruthi
darti hu teri bate ho na jutti jutti
tera hai bas tera hai pyar ka diwana
aisa na ho pyar hamera
ban jaye afsana
o mile jo tumhari najar ka ishara
to hum rok lenge nadiya ki dhara
mujhko is dhara me aj bah jane do
pyar ki naiya ko paar lag jaane do
julf laharane do raat ho jane do
jo nahi honi ho baat ho jane do
vada kiya to karke nibana
vada kiya to karke nibana
duniya se najare bacha ke
tu chale aana
patto ke piche phulo ka khilna
hota acha nahi chori chori milna
chori chori milna
hoke juda hum tum ab nahi rah sakte
gam ye judai ka ham nahi sah sakte
aisi badan se dhalaki chunariya
badara me jaise chamake bijuriya
bijuriya chamke to aag lag jayegi
aag lag jaye to pyas badh jayega
fike hai kale kale sawan ke badal
gahara bahut hai teri aankho ka kajal
baat jo aadhi hai puri ho jaane do
pyar me ab humko aaj kho jaane do
julf laharane do raat ho jane do
jo nahi honi ho baat ho jane do