Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aana Aa Bhi Jana Intezari Hai Teri (Unplugged)
|
Ayushmann Khurrana | Anurag Saikia | ||||
Article 15 (2019) | Shakeel Azmi | ||||||
aa na aa bhi jaa na intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
wo jo hum roye sath the bheege din aur raat the
khare khare pani ki kahani wo leja na
aa na aa bhi jaa na intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
daant kate sang bante khatte meethe ka maza hai
zabaan pe ab bhi taaza sathiya
chand dekha tha jo humne chaar aankho se kabhi
kaise dekhu usko tanha sathiya
dant kaate sang bante khatte meethe ka maza hai
zabaan pe ab bhi taaza saathiya
chand dekha tha jo humne chaar aankho se kabhi
kaise dekhu usko tanha saathiya
ho kabhi yuhi takna tujhe yuhi dekhna
kabhi baithe baithe yuhi tujhe sochna
wo pal qaraar ke wo jo the lamhe pyaar ke
unhe mere khwabo se khayalo se le ja na
aa na aa bhi ja na intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
kabhi ruthna wo tera kisi baat par
kabhi hanske taali dena mere haath pe
thode shikve kuch gile wo jo the apne silsile
toote huye wade wo irade wo le jaa na
aa na aa bhi ja na intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
dant kaate sang bante khatte meethe ka maza hai
zuban pe ab bhi taaza sathiya chand dekha tha jo humne
chaar aankho se kabhi kaise dekhu usko tanha sathiya
dant kate sang baante khatte meethe ka mazaa hai
zuban pe ab bhi taaza sathiya chand dekha tha jo humne
chaar aankho se kabhi kaise dekhu usko tanha sathiya