Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aana Aa Bhi Jaana Intezari Hai Teri
|
Armaan Malik | Anurag Saikia | ||||
Article 15 (2019) | Shakeel Azmi | ||||||
aana abhi jana intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
wo jo hum roye sath the
bheege din aur raat the
khare-khare paani ke kahani wo leja na
aana abhi jana intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
danti kate sang bate
khatte mithe ka maza hai
juba pe ab bhi taza saathiya
chand dekha tha jo
hamne char aankho se kabhi
kaise dekhu usko tanha sathiya
ho kabhi yu hi takna tujhe yu hi dekhna
kabhi baithe baithe yu hi tujhe sochna
wo pal karar ke wo jo the lamhe pyar ke
unhe mere khwabo se khyalo se le jana
aana abhi jana intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
danti kate sang bate
khate mithe ka maza hai
juba pe aab bhi taza saathiya
chand dekha tha jo
hamne char aankho se kabhi
kaise dekhu usko tanha sathiya
kabhi ruthna wo tera kisi baat par
kabhi hans ke tali dena mere hath par
thode shikwe kuch gile wo
jo the apne silsile
tute huye baad wo irade wo le jana
aana abhi jana intezari hai teri
le ja jo rishto ki rezgari hai teri
danti kate sang bate
khate mithe ka maza hai
juba pe aab bhi taza saathiya
chand dekha tha jo
hamne char aankho se kabhi
kaise dekhun usko tanha sathiya