Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aajkal Tere Mere Pyaar Ke Charche Har Zabaan Par
|
Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor, Mumtaz, Pran | |||
Brahmchari (1968) | Hasrat Jaipuri | Dance Songs, Romantic Songs | |||||
aajkal tere mere pyaar ke charche har zabaan par
sabko maalum hai aur sabko khabar ho gayi

hamne to pyaar me aisa kaam kar liya
pyaar ki raah me apna naam kar liya

do badan ek din ek jaan ho gaye
manzile ek hui hamsafar ban gaye

kyo bhala ham dare dil ke maalik hai ham
har janam me tujhe apna maana sanam