Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaja Tujhe Afsana
|
Noor Jehan | Husnlal Bhagatram, Pandit Amarnath | Noor Jehan | |||
Mirza Sahiban (1947) | Qamar Jalalabadi | Dard Bhare Geet, Sad Songs | |||||
aaja tujhe afsana judaai ka sunayen
judaai ka sunayen
aaja tujhe afsana judaai ka sunayen
judaai ka sunayen
jo dil pe guzarti hai
jo dil pe guzarti hai vo aankho se bataayen
vo aankho se bataayen
aaja tujhe afsana judaai ka sunayen
judaai ka sunayen
o jaane waale unko ye paighaam sunana
o jaane waale unko ye paighaam sunana
ye paighaam sunana
duniya ki tarah vo bhi mujhe bhool na jaayen
mujhe bhool na jaayen
duniya ki tarah vo bhi mujhe bhool na jaayen
mujhe bhool na jaayen
aaja tujhe afsana judaai ka sunayen
judaai ka sunayen
ab un se yahi kahti hai roti huyi aankhen
ab un se yahi kahti hai roti huyi aankhen
roti huyi aankhen
yaa maut ko vo bhej den yaa khud chale aayen
yaa khud chale aayen
yaa maut ko vo bhej den yaa khud chale aayen
yaa khud chale aayen
aaja tujhe afsana judaai ka sunayen
judaai ka sunayen
puchhe vo mera haal to kahna unhen ro kar
puchhe vo mera haal to kahna unhen ro kar
kahna unhen ro kar
jeete hain magar karte hain marne ki duvaayen
marne ki duvaayen