Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaja Mere Dilruba
|
Asha Bhosle | Sardul Kwatra | ||||
Dekha Jayega (1960) | Farooq Qaiser | ||||||
aaja mere dilruba
najro se najre mila
o aaja mere dilruba
najro se najre mila
mere dil me hai tu
meri aankho me tu
ye duniya buri hai to kya
aaja mere dilruba
dil ke arma huye hai jawa
phir bhi suna hai mera jahan
dil ke arma huye hai jawa
phir bhi suna hai mera jahan
piya jaldi se mil mera chhota sa dil
haye akele me ghabra gaya
aaja mere dilruba
dard karwat badalne laga
teer najro ka chalne laga
dard karwat badalne laga
teer najro ka chalne laga
haye ab kya karu
kisse jake kahu
dard-e-dil ki bata de dawa
aaja mere dilruba
ye bahare na phir aayengi
phir umange na balkhayengi
ye bahare na phir aayengi
phir umange na balkhayengi
mere jane jigar dekh ab to idhar
dungi sab kuch main tujh pe luta
aaja mere dilruba
o najro se najre mila
mere dil me hai tu
meri aankho me tu
ye duniya buri hai to kya
aaja mere dilruba