Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaja Aaye Mazaa
|
Alka Yagnik, Udit Narayan | Jatin Lalit | ||||
Dhoondhte Reh Jaaoge (1998) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
aaja aaye maja
bhawra kahe phul ko
ye phul hai aur main kahun chehra tera
aaja aaye maja
bhawra kahe phul ko
ye phul hai aur main kahun chehra tera
haay jaaneman
tere pyaar ki aisi hi baato pe dil hai diwana mera
aaja aaye maja
bhawra kahe phul ko
ye phul hai aur main kahun chehra tera
haay jaaneman
tere pyaar ki aisi hi baato pe dil hai diwana mera
aaja aaja aaye maja
aaye ban ke laakh ranjha ya majnu
deeya na kisi ka jale tere samne
main to ye jaanu laila ho ya heer
jaadu na kisi ka chale tere samne
kaatil najar jaalim hai tere bol
to fir galat kya hai tujhpe mar jana mera
aaja aaye maja
bhawra kahe phul ko
ye phul hai aur main kahun chehra tera
haay jaaneman
tere pyaar ki aisi hi baato pe dil hai diwana mera
aaja aaja aaye maja
tere jaisa aashik hai mera
dabke na rahungi pari se na hur se
mahbuba meri aai hai mere paas
duniya jagmaga dun sitaaro ke nur se
jaaneja tere pyar ki