Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj To Meri Hansi Udai
|
Lata Mangeshkar | R D Burman | ||||
Gomti Ke Kinare (1972) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
aaj to meri hasi udayi jaise bhi chaha pukara
aaj to meri hasi udayi jaise bhi chaha pukara
kal jo mujhe in galiyo me laya
wo bhi tha hath tumhara aaj to meri hasi udayi
jaise bhi chaha pukara
lute yaha chaman andhero me
bike yaha badan andhero me
lute yaha chaman andhero me
bike yaha badan andhero me
bhuli has ke is basti me
rup ki chandi laz hai sone ka
vyopar hai sara kal jo mujhe in galiyo me laya
wo bhi tha hath tumhara
aaj to meri hasi udayi
jaise bhi chaha pukara
socha kabhi mai hu ek insa bhi
mai hi kabhi bahan maa bhi
socha kabhi mai hu ek insa bhi
mai hi kabhi bahan maa bhi
tum to pyase pasi ankhe leke
ho karne ko aaye mere labo pe
mere lahu ka najara
kal jo mujhe in galiyo me laya
wo bhi tha hath tumhara
aaj to meri hasi udayi
jaise bhi chaha pukara
sabko gunaho me magan dekha
dekha sarifo ka chalan dekha
sabko gunaho me magan dekha
dekha sarifo ka chalan dekha
sabki inayat haye dekhi maine ho
mere hi dil ke tukde mera aashik kah ke pukara
kal jo mujhe in galiyo me laya
wo bhi tha hath tumhara
aaj to meri hasi udayi
jaise bhi chaha pukara