Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Shishe Me Bar Bar Unhe
|
Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman | ||||
Benazir (1964) | Shakeel Badayuni | ||||||
aaj shishe me bar bar unhe dil kee surat dikhayi deti hai
apni surat najar nahee aatee, meree surat dikhayi deti hai
dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
aa gaya aa gaya mere tasavvur me koyee pardanashi - (2)
aaj har chiz najar aatee hai mujhako hasin
kya karu mai badi dilkash meree tanhayi hai
aaj gulshan me nahee
behki behki nashae husn me khoyi khoyi
jaise kyalo kee rangin rubayi koyee
dil ke shishe me pari ban ke utar aayi hai
aaj gulshan me nahee
husn ke samane ijhahare wafa hai mushkil - (2)
kash chhup kar hee woh sun le meraa nalae dil
jisne pyar kee manjil mujhe dikhalayi hai
aaj gulshan me nahee