Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Pila De Saaqi Apni Aankhe Ke Maykhane Se
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Ravi | Prem Chopra | |||
Doli (1969) | Rajinder Krishan | Romantic Songs | |||||
aaj pila de saaqi apni aankho ke maykhane se
hotho ke paymane se

aaj hai raat murado ki kuch rangeen irado ki
kar bhi de tasvir mukamil chand adhure vado ki

sard hai mausam josh me aa lahra kar aagosh me aa
chedd ke nagam behoshi ka ye mat kahna hosh me aa

gesu khule khule se hai rangat udi udi si hai
ae meri humraz bata ye sokh shararat kiski hai

takrayi hai aankhe teri raat kisi begane se
ya apne parvane se