Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Aaj Palak Jhapki
|
Usha Mangeshkar | C Arjun | ||||
Kanoon Aur Mujrim (1981) | Asad Bhopali | ||||||
aaj palak jhapki to khair nahi sabki
hoshiyaar rahna khabardaar rahna
aaj palak jhapki to khair nahi sabki
hoshiyaar rahna khabadaar rahna
aaj palak jhapki to khair nahi sabki
hoshiyaar rahna khabadaar rahna
julfon ka jaal phaila hua hain dur dur tak
najro ke tir pahunchenge pal me hujur tak
julfon ka jaal phaila hua hain dur dur tak
najro ke tir pahunchenge pal me hujur tak
ye raat hain gajab ki, gajab ki
aaj palak jhapki to khair nahi sabki
hoshiyaar rahna khabadaar rahna
chehro ke saath badle huye hain log naam tak
fir bhi ye khel aa hi gaya anjaam tak
chehro ke saath badle huye hain log naam tak
fir bhi ye khel aa hi gaya anjaam tak
ye raat hain gajab ki, gajab ki
aaj palak jhapki to khair nahi sabki
hoshiyaar rahna khabadaar rahna