Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Kisi Se Ho Gayi
|
Narayan | Husnlal Bhagatram | ||||
Gauna (1950) | Qamar Jalalabadi | ||||||
aaj kisi se ho gayi aankhe
aaj kisi se ho gayi aankhe
kya char char char
ho raja char char char
ho raja char char char
aaj kisi se ho gaya humko
aaj kisi se ho gaya humko
kya pyar pyar pyar
ho raja pyar pyar pyar
ho raja pyar pyar pyar
ho kalua babu ji halwa
apne pita ji se kah dunga
apne prem kahani
apne pita ji se kah dunga
apni prem kahani
mata ji se ya kah dunga
maine chun li rani
mata ji se ya kah dunga
maine chun li rani
aaj humare ghar me de do
kya car car car
ho raja car car car
ho raja car car car
aaj kisi se ho gayi aankhe
aaj kisi se ho gayi aankhe
char char char
ho raja char char char
ho raja char char char
najro hi najro me unse
pyar ki baji khele
najro hi najro me unse
pyar ki baji khele
dar bhi aaya sharm bhi aai
phir bhi hum to khele
dar bhi aaya sharm bhi aai
phir bhi hum to khele
kya haar haar haar
pahli hi baji me gaye ham
pahli hi baji me gaye ham
kya haar haar haar
ho raja haar haar haar haar
ho raja haar haar haar haar
aaj kisi se ho gayi aankhe
aaj kisi se ho gayi aankhe
kya char char char
ho raja char char char
ho raja char char char