Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Ki Raat Mohabbat Hai
|
Suraiya | Husnlal Bhagatram | ||||
Aaj Ki Raat (1948) | Rajinder Krishan | Romantic Songs | |||||
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawa
koi dekhe meri duniya ka sama
koi dekhe meri duniya ka sama
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat
koi aayega yaha pyar ki duniya lekar
koi aayega yaha pyar ki duniya lekar
dil me arman to aankho me tamanna lekar
dil me arman to aankho me tamanna lekar
muskurayega mohabbat ka jahan
muskurayega mohabbat ka jahan
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat
jab sunayega mohabbat ka fasana koi
jab sunayega mohabbat ka fasana koi
pyar me duba hua dil ka tarana koi
pyar me duba hua dil ka tarana koi
do dil ho jayenge phir ek yaha
do dil ho jayenge phir ek yaha
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat
raat ye pyar ki hai iska savera na ho
raat ye pyar ki hai iska savera na ho
aaj ke chand ki kismat me andhera na ho
aaj ke chand ki kismat me andhera na ho
aaj ki raat rahe yu hi jawa
aaj ki raat rahe yu hi jawa
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat mohabbat hai jawa
aaj ki raat