Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Ki Raat Kabhi Khatam Na Hone Aaye
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | ||||
Aurat (1953) | Hasrat Jaipuri | ||||||
aaj ki rat kabhi khatam na hone aaye
roz hoti hai subah aaj na hone paye
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge
maja is ishkdari ka koi puche mere dil se
tamnna jhuk kar kahti hai
ye hardum dil ki mahfil se
ye hardum dil ki mahfil se
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge
mere arman is rah par tadap kar bat kahte hai
wahi mehman aate hai jo mere dil me rahte hai
jo mere dil me rahte hai
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge
na aayenge unhe hasrat bhari aanhko se afsana
jo ho sakega to denge unhe ham dil ka najrana
unhe ham dil ka najrana
wo aayenge khushi bankar bahare sath layenge
mere ghar me mohabbat ke najare muskurayenge
wo aayenge