Lyrics of Aaj Ke Hai Naujawan Hum - आज के हैं नौजवान हम
aaj ke hain naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
majbut iraade na hone se
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
andhero me pale pal, mashale jale
andhera dur karne do nasl dar nasl chale
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
karz ab desh ki mitti ki chukana hai hame
armaan sab pure kar dikhana hain hame
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
badi dilkash hai tamannaaon ke kisso ki ada
magar lalkaar deti hain asmaano se sada
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
parchame hind ko uncha fahrana hain hame
jo kuchh socha hain kar dikhana hain hame
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
karne wale par hame yaad wo aate sabhi
jinke gar chulhe nahi jal pate the kabhi
wada hain java talim ho ya rojgaar
mahrum na rah jayega haq se koi hakdaar
log sab ijjat se jiye
aisa jamana ho ab
sabke hontho pe mohabbat ka, vafa na ho ab
naya suraj ghane kohare se hi
uthana hain hame
naye jamane ki tasvir bana ke
dikhana hain hame
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
ji jaan se jine ki ada jaante hain ham
maut ka samna karne se nahi ghabrate hain ham
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
waqt ab badalne ki, thani hain dil me apne
irada hain ki kabhi, adhure chhode na sapne
aaj ke naujavaan ham
kal ki hai pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham
pidhi to hamari mulk ka, haq karna hain ada
baat nahi kaam batayega, dil kaisa hai fida
aaj ke naujavaan ham
kal ki hain pahchaan ham
paresha bhi kuchh pashema ham
roshani ki tarah gavaah hain ham