Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Kaha Jaa Ke Nazar
|
Shamshad Begum | Naushad | ||||
Anokhi Ada (1948) | Shakeel Badayuni | ||||||
aaj kaha jake
ho aaj kaha jake nazar takrayi
nazar takrayi ho soye huye man me
ho soye huye man me khushi ki lahar aayi
khushi ki lahar aayi
dil me kyu huk uthi ho huk uthi
naino me kaun aaya kaun aaya
dil me kyu huk uthi ho huk uthi
naino me kaun aaya kaun aaya
bite din yad karo bite din yad karo
kisne ye geet gaya geet gaya
baz uthi man me baz uthi man me
madhur sahnayi madhur sahnayiaaj kaha jake
ho aaj kaha jake nazar takrayi nazar takrayi
kyu mere bas me nahi haye
kya dil ko hua
kyu mere bas me nahi haye
kya dil ko hua aanhko ki nind gayi
aanhko ki nind gayi
lut gaya chain mera chain mera
jaise koi bhuli jaise koi bhuli
kahani yaad aayi kahani yaad aayi
ho aaj kaha jake ho aaj kaha jake
nazar takrayi nazar takrai