Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Iski Hai To Kal Uski
|
Shankar Dasgupta | Kalyanji Anandji | Dharmendra | |||
Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) | K. L. Pardesi | Sad Songs | |||||
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
daulte aish bhala kisse wafa karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
daulte aish bhala kisse wafa karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
daulte aish bhala kisse wafa karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
halo baji ke khyalo me ulajh kar na raho
bhuli bhatki hui yado me ulajh kar na raho
halo baji ke khyalo me ulajh kar na raho
bhuli bhatki hui yado me ulajh kar na raho
jindagi waqt ke dharo par baha karti hai
aaj iski kal uski aaj iski hai
to kal uski hua karti hai
daulte aish bhala kisse wafa karti hai
daulte aish bhala kisse wafa karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
chahe ruthi hui kismat ko manane ki koi
lakh kosis kare bigdi ko banane ki koi
chahe ruthi hui kismat ko manane ki koi
lakh kosis kare bigdi ko banane ki koi
bat honi hai jo wo hoke raha karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai
aaj iski hai to kal uski hua karti hai