Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Is Nagari Kal Us Nagari
|
Mohammed Rafi | Kanu Ghosh | Mala Sinha, Pradeep Kumar | |||
Naya Zamana (1957) | Prem Dhawan | ||||||
aaj is nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye

kaisa gajab ye huya more rama
sajni se sajan chhudaye liye jaye
sajni se sajan juda hai liye jaye
dhuye ki gadi udaye liye jaye
aaj is nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye
aaj is nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye
baryn gadi udti jaye man ko chain na aaye
sajan ji man ko chain na aaye
apne sajan se dur sajniya chham chham neer bahaye
sajniya chham chham neer bahaye
nain ka kajra hathn ka gajra
sapno ke baryn churaye liye jaye
sapno ke baryn churaye liye jaye
aaj is nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye
aaj is nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye
fir kab mili hai ram hi jane
aaj ke bichhde sathi o rama aaj ke bichde sathi
kab tak yaad piya ki nisdin rahegi man tadpati
o rama rahegi man tadpati kitne hi aansu kitni hi yade
dhuye me jalim chhupaye liye jaye
dhuye me jalim chhupaye liye jaye
aaj is nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye
aaj is nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye
kaisa gajab ye huya more rama
sajni se sajan chhudaye liye jaye
aaj iss nagri kal us nagri dhuye ki gadi udaye liye jaye