Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Ek Jugnu Chamka Mere Jeevan Ke Andhiyare Me
|
Shamshad Begum | Ghulam Mohammad | ||||
Grahasthi (1948) | Shakeel Badayuni, Waheed Qureshi, | ||||||
aaj ek juganu aaj ek juganu aaj ek juganu chamka
mere jivan ke andhiyare me ho jivan ke andhiyare me
aaj ek juganu aaj ek juganu aaj ek juganu chamka
mere jivan ke andhiyare me ho jivan ke andhiyare me
aaj ek juganu chamka juganu aur ek pal me
chamka juganu aur ek pal me bandh liya man ke aanchal me
dekh us hasu aur sharmau dekh us hasu aur sharmau
kya janu kya janu is bare me kya janu is bare me
aaj ek juganu aaj ek juganu chamka mere jivan ke andhiyare me
ho jivan ke andhiyare me aaj ek juganu
kaun jane kis desh se aaye ye sai mere man ko bhaya
kaun jane kis desh se aaye ye sai mere man ko bhaya
haar gayi mai tan man apna haar gayi mai ran man apna
uske ek ishare me uske ek ishare me aaj ek juganu
aaj ek juganu chamka mere jivan ke andhiyare me
ho jivan ke andhiyare me aaj ek juganu
darti hu man todd na de vo hath pakad ke chhod na de
kah dungi mai dukh sahne ki shakti
kah dungi mai dukh sahne ki shakti
nahi hai man bechare me aaj ek juganu aaj ek juganu chamka
mere jivan ke andhiyare me ho jivan ke andhiyare me
aaj ek juganu