Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Bhee Hai Mere Kadmo
|
Hariharan | Hariharan | ||||
Dil Nasheen (1988) | Mumtaz Rashid | Ghazals | |||||
aaj bhee hai mere kadmo ke nishan aawara
aaj bhee hai mere kadmo ke nishan aawara
teri galiyo me bhatakte the jahan aawara
aaj bhee hai mere kadmo ke nishan aawara
teri galiyo me bhatakte the jahan aawara
aaj bhee hai mere kadmo ke nishan aawara
aawara aawara aawara aawara
tujhse kya bichade to ye ho gayi apni
halat halat halat halat apni halat
tujhse kya bichade to tujhse kya bichade to
tujhse kya bichade to ye ho gayi apni halat
jaise ho jaye hawao me dhuaa aawara
jaise ho jaye hawao me dhuaa aawara
teri galiyo mei bhatakte the jahan aawara
aaj bhee hai mere kadmo ke nishan aawara
aawara aawara aawara aawara
aaj bhee hai aaj bhee hai mere kadmo ke nishan
mere shero ki thi pahchan
usi ke dam se dam se dam se
mere shero ki thi pahchan usi ke dam se
mere shero ki thi pahchan usi ke dam se
usko kho kar huye benaam nisaan aawara
usko kho kar huye benaam nisaan aawara
aaj bhee hai mere kadmo ke nishan aawara
aawara aawara aawara aawara
jisko bhee chaha use tut ke chaha raashid
raashid raashid raashid raashid raashid raashid
jisko bhee chaha use tut ke chaha raashid
jisko bhee chaha use tut ke chaha raashid
kam milenge tumhe ham jaise yaha aawara
kam milenge tumhe ham jaise yaha aawara
teri galiyo me bhatkate the jaha aawara
aaj bhee hai mere kadmo ke nishan aawara
aawara aawara aawara aawara