Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aaj Bhari Mehfil Me Mat Le Unka Nam
|
Lata Mangeshkar | Anil Biswas | ||||
Jalti Nishani (1957) | Qamar Jalalabadi | ||||||
aaj bahri mehfil me mat
le unka nam le unka nam
mohobat ho na jaye badnam
aaj bahri mehfil me ae dil
ansu tera raz na keh de
ansu tera raz na keh de
tham jigar ko tham
mohobat ho na jaye badnam
aaj bahri mehfil me ae dil
dolat meri ye do ansu aanhe
mera khajana aanhe mera khajana
nagme me bahar lai inko ye hi
mera nazrana ye hi mera nazrana
ye nagma bhi dar dar gau
duniya na de ilzam duniya na de ilzam
mohobat ho na jaye badnam
aaj bahri mehfil me ae dil
sabki nazre puch rahi hai kyu mehfil me aai
dil ne roka bar bar par seh na
saki judai seh na saki judai
dil ke tukde hath me laikar
kehne aai salam kehne aai salam
kehne aai salam salam