Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aahat Si Koi Aaye To Lagta Hai
|
Abida Parveen | Muzaffar Ali | ||||
Paigham E Mohabbat (2000) | Jan Nisar Akhtar | Ghazals | |||||
aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho

saaya koi lahraye to lagta hai ki tum ho

jab saakh koi hath lagate hi chaman me
jab saakh koi hath lagate hi chaman me
sharmaye lachak jaaye to lagta hai ki tum ho
sharmaye lachak jaaye to lagta hai ki tum ho
aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho
raste ke dhundhalke me kisi mod pe kuch der

ek lou si chamak jaaye to lagta hai ki tum ho
ek lou si chamak jaaye to lagta hai ki tum ho
aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho
sandal si mahakti huyi ? hawa ka
sandal si mahakti huyi ? hawa ka
hounka koi takraye to lagta hai ki tum ho
hounka koi takraye to lagta hai ki tum ho
aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho
ode huye taaro ki chamkti huyi chadar
ode huye taaro ki chamkti huyi chadar
nadiya koi balkhaye to lagta hai ki tum ho
nadiya koi balkhaye to lagta hai ki tum ho
aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho
jab raat gaye koi kiran mere barabar
jab raat koi der kiran mere barabar
chupchap se so jaye to lagta hai ki tum ho