Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Aa Ke Wohi Yaad Sataye
|
Shamshad Begum, Geeta Dutt | Bulo C Rani | ||||
Anjuman (1948) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
aake wohi yaad sataye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
aake wohi yaad sataye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
kah do na aaye kah do na aaye
kah do na aaye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
aake wohi yaad sataye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
jis phul pe hath pasara tha
jis phul pe hath pasara tha
wo phul to ek angara tha
apne kiye par dil pachtaye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
aake wohi yaad sataye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
dhadkan to sukh pa jayegi
rote rote hansi aa jayegi
aa jayegi
dhadkan to sukh pa jayegi
rote rote hansi aa jayegi
aa jayegi
koi na hasaye koi na rulaye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
aa ke wohi yaad sataye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
aise dil me koi gham aaye hai
aise dil me koi gham aaye hai
jaise jalke diya bujh jaye hai
ab na jalaye ab na bujhaye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye
aa ke wohi yaad sataye
haye mera dil ghabraye
aankh bhar aaye