The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Aa Jao Ki Mil Kar Badle Duniyaa
0
Asha Bhosle Jaidev
Ek Hanso Ka Joda (1975) Naqsh Lyallpuri
Lyrics of Aa Jao Ki Mil Kar Badle Duniyaa - आ जाओ के मिल कर बदले दुनिया

aa jaao ke mil kar badle
duniya ki purani rasme
is daur me dabke rahna hai
apne liye na mumkin
na mumkin na mumkin
aa jaao ke mil kar badle
duniya ki purani rasme
is daur me dabke rahna hai
apne liye na mumkin
na mumkin na mumkin

jeene ka hume bhi haq hai
humko bhi hai ye aazadi
chahe to rahe hum single
chahe to rachale shaadi
jeene ka hume bhi haq hai
humko bhi hai ye aazadi
chahe to rahe hum single
chahe to rachale shaadi
kyu baandhe gale me ghanti
maa baap ke kahne par hum
bin dekhe bina pahchane
kyu kahe kisi ko humdam
kyu kahe kisi ko humdam
kyu kahe kisi ko humdam

majbut irade ho to
samjho hai sabhi kuch mumkin
majbut irade ho to
samjho hai sabhi kuch mumkin
is daur me dabke rahna hai
apne liye na mumkin
na mumkin na mumkin
is daur me dabke rahna hai
apne liye na mumkin
na mumkin na mumkin

jal jal ke zamane wale
kyu dekhe humara fashion
tan bhi hai humare ujle
dil bhi hai humare roshan
jal jal ke zamane wale
kyu dekhe humara fashion
tan bhi hai humare ujle
dil bhi hai humare roshan
hum rahe kisi se pichhe
humko manjur nahi hai
kadmo pe jhukegi duniya
wo din ab dur nahi hai
wo din ab dur nahi hai
wo din ab dur nahi hai
wo din ab dur nahi hai
ab dur nahi hai wo din
wo din ab dur nahi hai
ab dur nahi hai wo din
is daur me dabke rahna hai
apne liye na mumkin
na mumkin na mumkin
is daur me dabke rahna hai
apne liye na mumkin
na mumkin na mumkin

pachhim se nikal kar suraj
purab me dhale mumkin hai
pachhim se nikal kar suraj
purab me dhale mumkin hai
is daur me dabke rahna hai
apne liye na mumkin
na mumkin na mumkin
is yug me dabke rahna hai
apne liye asambhav
asambhav asambhav
is age me dabke rahna hai
apne liye impossible
impossible impossible