Lyrics of Aa Ghar Chale Hum - आ घर चले हम
ae man pankh laga de mohe
kar de riha ud jane de
ho ae man pankh laga de mohe
kar de riha ud jane de
wo ghar ka angna aan hain yaad re
wo ghar ka angna aan hain yaad re
kahe tu sisake man aa ghar chalein hum
kahe tu sisake man aa ghar chalein hum
sisam ki chhoti shringar daani
sisam ki chhoti shringar daani
chhupi thi jisme aadhi kahani
chitak chitaiya, kare koi aake batiyan
baccha sa bachapan, budhe da lali
godi thi aankho se jispe nishani
dekho kahe mujh se chal re laut chale
us ghar ke aangn haa
wo ghar ka angna aan hain yaad re
kahe tu sisake man aa ghar chalein hum
kahe tu sisake man aa ghar chalein hum
neendo ki chaudi pagdandiyo par
neendo ki chaudi pagdandiyo par
rakha hain khwabo ka deeya jalakar
khojat puchhat chalat chali aankhiya
chal le chale sare aansu ko dho kar
chal raat rakh de subh ke ghar par
chalo chale ab se wahin laut chale
mere ghar ke aangna
wo ghar ka angna aan hain yaad re
kahe tu sisake man aa ghar chalein hum
kahe tu sisake man aa ghar chalein hum
ae man pankh laga de mohe
kar de riha ud jane de
wo ghar ka angna aan hain yaad re
wo ghar ka angna aan hain yaad re