Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
rangi ko naarangi kahe, bane dudh ko khoya chalti ko gaadi kahe, dekh kabira roya zindagi khwaab hai, khwaab me jhuth kya aur bhala sach hai kya zindagi khwaab hai, khwaab me jhuth kya aur bhala sach hai kya, sab sach hai zindagi khwaab hai dil ne hamse jo kaha, hamne vaisa hi kiya dil ne hamse jo kaha, hamne vaisa hi kiya fir kabhi fursat se sochege bura tha ya bhala zindagi khwaab hai, khwaab me jhuth kya aur bhala sach hai kya zindagi khwaab hai ek katra may ka jab, patthar ke hotho par pada ek katra may ka jab, patthar ke hotho par pada uske sine me bhi dil dhadka ye usne bhi kaha, kya zindagi khwaab hai, khwaab me jhuth kya aur bhala sach hai kya zindagi khwaab hai ek pyaali bhar ke maine, gam ke maare dil ko di ek pyaali bhar ke maine, gam ke maare dil ko di zahar ne maara zahar ko, murde me phir jaan aa gai zindagi khwaab hai, khwaab me jhuth kya aur bhala sach hai kya zindagi khwaab hai, khwaab me jhuth kya aur bhala sach hai kya, sab sach hai
Film cast:
Raj Kapoor, Nargis Dutt, Pradeep Kumar, Sulochana Chatterjee, Motilal, Nemo, Nana Palsikar, Iftekhar, Moni Chatterjee, Krishnakant, Rashid Khan, Tun Tun, S N Bannerjee, Bhupendra Kapoor, Nanda Babu, Smriti Biswas, Pran, Sumitra Devi, Daisy Irani, Vikram Kapoor, Krishan Dhawan, Sachin Ghosh, Manohar Deepak, Phari Sanyal, Ratan Gaurang, Kalyan Bhattacharya, Inder Maini
Singer:
Balbir, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Sandhya Mukerjee
Lyricist:
Shailendra
Music Director:
Salil Chowdhary
Film Director:
Amit Mitra, Shombu Mitra
External Links:
Jagte Raho at IMDB Jagte Raho at Wikipedia