Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
zara nazro se kah do ji nishana chuk na jaye zara nazro se kah do ji maza jab hai tumhari har ada katil hi kahlaye zara nazro se kah do ji nishana chuk na jaye zara nazro se kah do ji katil tumhe pukaru ke jaan-e-wafa kahu hairat me pad gaya hu ke main tumko kya kahu zamana hai tumhara zamana hai tumhara chaahe jiski zindagi le lo agar mera kaha maano to aise khel na khelo tumhari is shararat se na jaane kis ki maut aaye zara nazro se kah do ji nishana chuk na jaye zara nazro se kah do ji haay, kitni maasum lag rahi ho tum tumko zaalim kahe wo jhutha hai ye bholapan tumhara ye bholapan tumhara ye shararat aur ye shokhi zarurat kya tumhe talvar ki tiro ki khazar ki ye bholapan tumhara ye shararat aur ye shokhi zarurat kya tumhe talvar ki tiro ki khazar ki nazar bhar ke jise tum dekh lo wo khud hi mar jaye zara nazro se kah do ji nishana chuk na jaye zara nazro se kah do ji hampe kyun is kadar bigadti ho chhedne wale tumko aur bhi hai baharo par karo gussa ulajhti hai jo aankho se hawao par karo gussa jo takarati hai zulfo se kahi aisa na ho koi tumhara dil bhi le jaye zara nazro se kah do ji nishana chuk na jaye zara nazro se kah do ji
Film cast:
Biswajeet, Waheeda Rehman, Asit Sen, Manmohaan Krishan, Madan Puri, Sajjan, Krishnan, Lata Sinha, Dev Kishan, Prakash, Prem Kumar, Pathak
Singer:
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist:
Shakeel Badayuni
Music Director:
Hemant Kumar
Film Director:
Biren Nag
External Links:
Bees Saal Baad at IMDB Bees Saal Baad at Wikipedia