Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
meharbaan likhu, hasina likhu ya dilruba likhu hairan hu ki aapko is khat me kya likhu ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho tujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag hai tujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag hai tujhe suraj mai kahta tha magar usme bhi aag hai tujhe itna hi kahta hu ki mujhko tumse pyaar hai tumse pyaar hai, tumse pyaar hai ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho tujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhunga tujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhunga tu dil ke paas hai itni tujhe apna mai samajhunga agar mara jaau ruh bhatakegi tere intzar me intzar me, intzar me ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na hona ki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho
Film cast:
Raj Kapoor, Vyjayantimala, Rajendra Kumar, Amod Mehra, Raj Mehra, Nana Palsikar, Iftekhar, Lalita Pawar, Achla Sachdev
Singer:
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, Mukesh
Lyricist:
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director:
Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director:
Raj Kapoor
External Links:
Sangam at IMDB Sangam at Wikipedia