Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
karmanev wadhikarshte ma falesu kadachan karam kiye ja fal ki ichha mat kar ae insan jaise karam karega waise fal dega bhagwan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan karam kiye ja fal ki ichha mat kar ae insan jaise karam karega waise fal dega bhagwan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan is praani ka kasht dur karo maharaaj ye kaun hain devi, kya kasht hain ise rup chand hai resm wala kapde ka vyapari bees baras tak sath me rahkar bhag gayi iski nari or agar wo sath me rahti mar jati bechari achchha pati dev ke man bhai thi bala ek kuwari pati bana patni ka dusman sankat me thi jaan jaise karam karega waise fal dega bhagwan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan gurudev es kanya ka mukhda to bhola bhala hain kintu kintu kua mrignayni si chanchal bala man me liye udasi dukh ke anader dabi hui hai sukh ki hai abhilashi kisi ke ghar ki rajkumari bani kisi ki dasi majburi ke aankh me aasu palke fir bhi pyasi pal pal dhoye armano ke ganga jal se praan jaise karam karega waise fal dega bhagwan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan aap to gyaani hain, antryaami hain bataiyae na maharaj, kya devi kaun si duwidha aapke charno me inko le aayi kis chinta me magan hai dono kyu aankhe pathrayi ye mare hue hai ya jiwait bas marne hi wale hai devi inka ant nikat hain, tathastu in dono dushto ne milkar kaisi chal chalai ek kans mama ban baitha ek duryodhan bhai karishna kans ka todega fir kalyug me abhiman jaise karam karega waise fal dega bhagwan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan he gurudev ye main kya dekh rahi hun jinke darshno ko duniya tarasti hain swyam darshan dene aa rahe hain pahucha hua hai sadhu kya kya chamatkar dikhlaye bholi janta bole ishwar rup badal ke aaye ye janta ki bhul hain devi ye mahapaai hain ghor apradhi hain vaid shastro ki bhasa ko ye dhongi kya jane ye pooja karwaye apne parbhu ko kya pahchane ye sadhu ke bhesh me daku roz pakhand rachaye rishiyo ko badnam kare santo pe daag lagaye din me dake dale papi rat me katal karaye sach bole sanyasi, iska kabhi na ho kalyan jaise karam karega waise fal dega bhagwan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan karam kiye ja fal ki ichha mat kar ae insan jaise karam karega waise fal dega bhagwan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan ye hai geeta ka gyan, ye hai geeta ka gyan
Film cast:
Manoj Kumar, Hema Malini, Premnath, Prem Chopra, Aruna Irani, Kamini Kaushal, Nazima Shaikh, Prema Narayan, Pran, Arpana Choudhary, C S Dube, Helen, Raj Mehra, Indrani Mukherjee, Murad, Yunus Parvez, Hari Shivdasani, Sulochana, Jay Shree T, Tun Tun, Chandrashekhar, Dhumal, Dinesh Hingoo, Kamal Deep
Singer:
Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mukesh, Prem Nath, Suman Kalyanpur
Lyricist:
Hasrat Jaipuri, Indeevar, M G Hashmat, Varma Malik, Visveshwara Sharma, Vithal
Music Director:
Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director:
Sohanlal Kanwar
External Links:
Sanyasi at IMDB Sanyasi at Wikipedia