Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
tum roothi raho main manata rahu tum roothi raho main manata rahu ki in adaao pe aur pyaar aata hai in adaao pe aur pyaar aata hai thode shiqwe bhi ho kuchh shikaayat bhi ho thode shiqwe bhi ho kuchh shikaayat bhi ho to maza jine ka aur bhi aata hai maza jine ka aur bhi aata hai haay dil ko churaakar le gaya munh chhupa lena hamse wo aapka munh chhupa lena hamse wo aapka dekhna wo bigad kar phir hame aur daanto me ungli ka daabna aur daanto me ungli ka daabna o mujhe teri qasam yahi samaan maar gaya isi jalwe pe tere dono jahaan haar gaya tum roothi raho main manata rahu ki in adaao pe aur pyaar aata hai in adaao pe aur pyaar aata hai thode shiqwe bhi ho kuchh shikaayat bhi ho to maza jine ka aur bhi aata hai maza jine ka aur bhi aata hai ye na samjho ki tumse door hu ye na samjho ki tumse door hu tere jiwan ki pyaar bhari aas hu tere jiwan ki pyaar bhari aas hu chaand ke sang jaise hai chaandni waise main bhi tere dil ke paas hu waise main bhi tere dil ke paas hu haay wo dil hi nahi jo na dhadakna jaane aur dildaar nahi jo na tadapna jaane thode shiqwe bhi ho kuchh shikaayat bhi ho to maza jine ka aur bhi aata hai maza jine ka aur bhi aata hai tum roothi raho main manata rahu ki in adaao pe aur pyaar aata hai in adaao pe aur pyaar aata hai chaahe koi dagar ho pyaar ki khatm hogi na teri-meri daastan khatm hogi na teri-meri daastan dil jalegaa to hogi roshni tere dil me banaaya hain aashiya tere dil me banaaya hain aashiya o sharad punam ki rang bhari chaandni meri sab kuchh meri taqdir meri zindagi tum roothi raho main manata rahu ki in adaao pe aur pyaar aata hai in adaao pe aur pyaar aata hai thode shiqwe bhi hon kuchh shikaayat bhi ho to maza jine ka aur bhi aata hai maza jine ka aur bhi aata hai
Film cast:
Rajendra Kumar, Vyjayantimala, Indu Shivraj, Sunder, Leela Chitnis, Nazir Hussain, Raj Mehra, Shaminder
Singer:
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh
Lyricist:
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director:
Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director:
Mohan Kumar
External Links:
Aas Ka Panchhi at IMDB Aas Ka Panchhi at Wikipedia