Leader Board

Search by Rank

Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details

Song Heading
Singer(s)
Music Director
Lyricist
Movie / Album
(Rank)
Actor(s)
Category
Average Rating : 4.46 Total Vote(s) : 888

Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.

Lyrics of Shayad Meri Shaadi Ka Khayaal, Dil Me Aaya Hai - शायद मेरी शादी का ख्याल दिल में आया है

shayad meri shadi ka khayal
shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
kya kaha phir se dohrana na
shayad meri shadi ka khayal
shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai
kyu hai na, nahi nahi

thik tum char baje ghar chale aana
mera hath maang lena zara na sharmana
thik tum char baje ghar chale aana
mera hath maang lena zara na sharmana
saat phere mere sang sapne dekh rahi ho
khili hui dhup me tare dekh rahi ho
are nahi nahi baba chay nahi pina, kyu kyu
tauba meri tauba maf kar dena
inhi adao par to haye apna dil aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai

dillagi na karo chhedo na hamko sanam
haa kaho ghar chalo tumako meri qasam
dillagi na karo chhedo na hamko sanam
haa kaho ghar chalo tumako meri qasam
janeman mana ham tumpe marte hai
pyar to thik hai shadi se darte hai
shadi se pahale to sab achha lagta hai
sari umar ko phir rona padta hai
inhi adao par to haye apna dil aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
panchhi akela dekh mujhe ye jal bichaya hai
isiliye mummy ne teri mujhe chay pe bulaya hai
are nahi baba
shayad meri shadi ka khayal dil me aaya hai
isiliye mummy ne meri tumhe chay pe bulaya hai
tumhe meri qasam aaoge na
nahi bilkul nahi, haan teri qasam aaunga

Film cast:
Rajesh Khanna, Tina Munim, Prem Chopra, Padmini Kolhapure, Shreeram Lagoo, Pran, Vijay Arora, Satyen Kappu, Roopesh Kumar, Shashikala, Sudhir Dalvi, T P Jain, Yunus Parvez, Nitin Sethi

Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Sawan Kumar Tak

Lyricist:
Amit Khanna, Sawan Kumar Tak

Music Director:
Usha Khanna

Film Director:
Sawan Kumar Tak

External Links:
Souten at IMDB    Souten at Wikipedia