Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
e he he re chori-chori, milte hai re chaand-chakori ho pardesiya, pardesiya ye sach hai piya sab kahte hai maine tujhko dil de diya pardesiya, pardesiya ye sach hai piya sab kahte hai maine tujhko dil de diya mai kahti hu tune mera dil le liya phulo me kaliyo me gaanv ki galiyo me ham-dono badnaam hone lage hai nadiya kinaare pe chhat pe chaubaare pe ham mil ke hansane-rone lage hai sun ke piya, sun ke piya dhadke jiya sab kahte hai maine tujhko dil de diya mai kahti hu tune mera dil le liya logo ko kahne do kahte hi rahne do sach-jhuth ham kyun sabko bataaye mai bhi hu masti me, tu bhi hai masti me aa is khushi me ham naache-gaaye kisko pata, kisko pata kya kisne kiya sab kahte hai tune mera dil le liya sab kahte hai maine tujhko dil de diya mera dil kahta hai tu dil me rahta hai mere bhi dil ki kali khil gai hai teri tu jaane re maane na maane re mujhko meri manzil mil gayi hai tu mil gaya, tu mil gaya mujhko piya sab kahte hai maine tujhko dil de diya mai kahti hu tune mera dil le liya pardesiya, pardesiya ye sach hai piya sab kahte hai maine tujhko dil de diya mai kahti hu tune mera dil le liya
Film cast:
Amitabh Bachchan, Rekha, Amjad Khan, Ajit, Kader Khan, Yunus Parvez, Gurubachan Singh, Goga Kapoor, Rajni Sharma, Satyen Kappu, Indrani Mukherjee, Master Bittu, Moolchand, Maneek Irani, Iftekhar, Vikas Anand, Hiralal, Veeru Devgan, Master Ravi
Singer:
Amitabh Bachchan, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
Rajesh Roshan
Film Director:
Rakesh Kumar
External Links:
Mr. Natwarlal at IMDB Mr. Natwarlal at Wikipedia