Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
pal do pal ka saath hamara pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai is manzil par hai milne vale is manzil par hai milne vale is manzil par hai milne vale us manzil par kho jaane hai pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai pal do pal ka saath hamara pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai is manzil par hai milne vale is manzil par hai milne vale is manzil par hai milne vale us manzil par kho jaane hai pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai do pal pal do pal ka saath hamara, hamara hamara hamara hamara, do pal pal do pal ka saath hamara hamara pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai nazaro ke shok nazrane hontho ke garm paimaane nazaro ke shok nazrane hontho ke garm paimaane hai aaj apni mahafil me kal kya ho koi kya jaane nazaro ke shok nazrane hontho ke garm paimaane hai aaj apni mahafil me kal kya ho koi kya jaane ye pal kushi ki jannat hai is pal me ji le diwane ye pal kushi ki jannat hai is pal me ji le diwane aaj ki kushiya ek haqiqat kal ki kushiya afsane hai pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai do pal pal do pal ka saath hamara, hamara hamara hamara hamara, do pal pal do pal ka saath hamara hamara pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai har kushi kuch der ki mehman hai, pura kar le dil me jo arman hai arman hai, arman hai, pura kar le dil me jo arman hai zindagi ik tez rau tufan hai, iska jo pichha kare nadaan hai har kushi, har kushi, har kushi har kushi kuch der ki mehman hai, pura kar le dil me jo arman hai zindagi ik tez rau tufan hai, iska jo pichha kare nadaan hai gumshuda kushiyo pe, gumshuda, gumshuda gumshuda kushiyo pe kyo hairan hai, vaqt laute iska kab imtehan hai jhum jab tak jhum, jhum jab tak jhum, jhum jhum jhum jhum jhum jab tak dhadakno me jaan hai, jhumna hi zindagi ki shaan hai jhum jab tak jhum, jhum jab tak jhum jhum jab tak dhadakno me jaan hai, jhumna hi zindagi ki shaan hai avval aakir har koi anajan hai, zindagi bas raah ki pahchan hai jhum jab tak jhum, jhum jab tak jhum jhum jhum jhum jhum jhum jab tak dhadakno me jaan hai, jhumna hi zindagi ki shaan hai avval aakir har koi anajan hai, zindagi bas raah ki pahchan hai dosto apna to ye imaan hai, jo bhi jitna saath de ehsaan hai dosto apna to ye imaan hai, jo bhi jitna saath de ehsaan hai umr ka rishta jodne vaale umr ka rishta jodne vaale, apni nazar me diwane hai pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai
Film cast:
Dharmendra, Vinod Khanna, Hema Malini, Jeetendra, Parveen Babi, Neetu Singh, Danny Denzongpa, Vinod Mehra, T P Jain, Keshto Mukherjee, Dinesh Thakur, Padmini Kapila, Rajendra Nath, Jagdish Raaj, Ranjeet, Asrani, Komila Virak, Urmila Bhatt, Chandrashekhar, Simi Garewal, Nasir Hussain, Iftekhar, Jankidas, Satyen Kappu, Sujit Kumar, Manmouji, Mac Mohan, Indrani Mukherjee, Mukri, Naveen Nischol, Paintal, Gufi Paintal, Nana Palsikar, Yunus Parvez, Payal, Madan Puri, Shammi, Romesh Sharma, Om Shiv Pur
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Padmini Kolhapure, Usha Mangeshkar
Lyricist:
Sahir Ludhianvi
Music Director:
R D Burman
Film Director:
Ravi Chopra
External Links:
The Burning Train at IMDB The Burning Train at Wikipedia