Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
naino me nindiya hai, mathe pe bindia hai to balo me gajara hai, ankho me kajara hai fir konsi jagah hai khali o matwali me kaha rahunga o bolo kaha rahuga naino me nindiya hai, mathe pe bindia hai to balo me gajara hai, ankho me kajara hai fir konsi jagah hai khali o matwali me kaha rahunga o bolo kaha rahuga teri galiyo ka me hu ek banjara teri galiyo ka me hu ek banjara tere bin duniya me mera kon sahara meri kab marzi hai hum me ho ye duri me to jagti hu lekin hai majburi paav me payal hai, hatho me anchal hai julafo me khusbu hai, palko me jadu hai fir konsi jagah hai khali o matwali me kaha rahunga o bolo kaha rahuga sikhe koi tumse jhuthi bat banana arey sikhe koi tumse jhuthi bat banana dekho dil na todo karke saf bahana aise sapno ka koi mehal banao mere beghar premi me tumko kaha basau sine me dhadkan hai, baho me kangan hai kano me bali hai, hotho pe lali hai fir konsi jagah hai khali o matwali me kaha rahunga o bolo kaha rahuga bas ek hi jagah hai khali ye dil vali tum yaha rahoge acha, tum yaha rahoge acha ji tum yaha rahoge ok, tum yaha rahoge thank you
Film cast:
Rajesh Khanna, Nanda, Om Parkesh, Ramesh Deo, Nana Palsikar, Achla Sachdev, Manmohan Krishna, Alka, Moolchand, Iftekhar, Sharad Kumar, Manisha, Gurnam, Mridula, Jay Shree T, Narbada Shankar, Komal, Kabir
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
Kalayanji, Anandji, Babla, Jai Kumar
Film Director:
A Bhim Singh
External Links:
Joroo Ka Ghulam at IMDB Joroo Ka Ghulam at Wikipedia