Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
nadiya se dariya, dariya se sagar sagar se gehra jaam, sagar se gehra jaam ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam nadiya se dariya, dariya se sagar sagar se gehra jaam, sagar se gehra jaam ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam jo na piye woh kya jaane, pite hai kyu ham diwane yaar aha jab se hamne pina sikha, jina sikha marna sikha yaar aha jo na piye woh kya jaane, pite hai kyu ham diwane yaar aha jab se hamne pina sikha, jina sikha marna sikha yaar aha ho ham jab yu nashe me dagmagaane lag gaye ho ho ho dil ki bechaini ko aaya thoda sa aaraam nadiya se dariya, dariya se sagar sagar se gehra jaam, sagar se gehra jaam ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam mera kya mai gum ka maara, nashe me aalam hai sara yaar aha kisi ko daulat ka nasha, kahi muhobat ka nasha yaar aha mera kya mai gum ka maara, nashe me aalam hai sara yaar aha kisi ko daulat ka nasha, kahi muhobat ka nasha yaar aha ho kahkar ai sharaabi sab pukaare abb mujhe ho ho ho aur koyi tha yeh toh nahi tha pahele mera naam nadiya se dariya, dariya se sagar sagar se gehra jaam, sagar se gehra jaam ho ho ho jaam me dub gayi yaaro mere jivan ki har shaam
Film cast:
Rajesh Khanna, Rekha, Amitabh Bachchan, Simi Garewal, Asrani, Raza Murad, A K Hangal, Om Shiv Puri, Durga Khote, Manmohan, Kamal Deep, Manju, Lalita Kumari, Jay Shree T, Neelam, Darshan, Manisha
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Mangeshkar
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
R D Burman
Film Director:
Hrishikesh Mukherjee
External Links:
Namak Haraam at IMDB Namak Haraam at Wikipedia