Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
mere saamne waali khidki mein mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke vo hamse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai jis roz se dekha hai usko ham shamaa jalaana bhool gaye jis roz se dekha hai usko ham shamaa jalaana bhool gaye dil thaam ke aise baithe hain kahin aana jaana bhool gaye ab aath pahar in aankhon mein vo chanchal mukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ko ham ae husn ke maalik taras gaye kab pyaas bujhegi aankhon ki din raat ye dukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke vo hamse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chaand ka tukda rehta hai
Film cast:
Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood, Kishore Kumar, Keshto Mukherjee, Mukri, Om Prakash, Agha, Dulari, Ratna, Raj Kishore, Moolchand, Sunder, Jankidas, Ganga
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Talat Mahmood
Music Director:
R D Burman
Film Director:
Jyoti Swaroop
External Links:
Padosan at IMDB Padosan at Wikipedia