Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
mere dildaar ka baankpan haay baankpan hoy baankpan allah allah mere dildaar ka baankpan allah allah chaandni se taraasha badan allah allah dekhkar jisko hure bhi sajda kare sajda kare ha sajda kare haay haay sajda kare wo meri naazni wo meri naazni gulbadan allah allah usi haseen mehjabin ki avan allah allah phul se honth resham sa tan allah allah mere dildaar ka baankpan allah allah woh kankhiyo se unka hame dekhna ha hame dekhna hay hame dekhana hay jabse use dekha hai deewaano si haalat hai betaab hai har dhadkan bechain tabiyat hai woh sar se kadam tak ik mehki hui jannat hai chhune se badan maske is darja nazaakat hai ukhsaar karishma hai raftaar kayaamat hai duniya mein wajud uska kudrat ki inaayat hai wo jispe karam kar de woh saahida kismat hai wo kankhiyo se unka hame dekhana ha hame dekhana haay hame dekhana tir tirchhe ho tir tirchhe chalaane ka fan allah allah tir tirchhe chalaane ka fan allah allah mere dildaar ka baankpan allah allah saadgi mein chhupa shokhiyon ka sama shokhiyon ka sama shokhiyon ka sama jis husn ke jalwo par dil hamne lutaaya hai wo husn zamino par takdir se aaya hai kudrat ne badan uska fursat se banaaya hai sau tarah ke rango se har ang sajaaya hai ghanghor ghhataao ko zulfon mein basaaya hai bijli ke tabassum ko nazaron mein bulaaya hai mehke huye phulon ko saanson mein rachaaya hai saadgi mein chhupa shokhiyon ka sama shokhiyon ka sama shokhiyon ka sama shokhiyon mein shokhiyon mein woh sharmilapan allah allah shokhiyon mein woh sharmilapan allah allah mere dildaar ka baankpan allah allah gaalon mein gulaabipan aankhon mein sharabipan gardan ka bukham haay honto ka woh nam haay daali si kamar tauba barchhi si nazar tauba barshi huyi baahein hain makhmur nigaahein hai jaalim hai haya uski kaatil hai ada uski masti se bhari hai woh ik sabj pari hai woh chaandi ke khilaune si phulon ke bichhaune si chaandi ke khilaune si phulon ke bichhaune si gaalib ki gajhal jaisi mumtaj mehal jaisi karke deedaar yaar aaj dil jhum utha aaj dil jhum utha aaj dil jhum utha noor se bhar gaye ha noor se bhar gaye jaano tan allaah allaah noor se bhar gaye jaano tan allaah allaah mere dildaar ka baankpan haay baankpan hoy baankpan allah allah allah allah allah allah
Film cast:
Jeetendra, Rekha, Rishi Kapoor, Tina Munim, Deven Verma, Shreeram Lagoo, Urmila Bhat, Nirupa Roy, Reena Roy, Jagdish Raj
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist:
Indeevar, Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi
Music Director:
Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director:
H S Rawal
External Links:
Deedar-E-Yaar at IMDB