Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
matwaali naar thumak thumak chali jaye matwaali naar thumak thumak chali jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye matwaali naar thumak thumak chali jaye phul badan mukhda yu damke phul badan mukhda yu damke baadal me jyo bijali chamke geet suna ke tu chham chham ke geet suna ke tu chham chham ke lalchaaye, chhup jaye, aay haay matwaali naar thumak thumak chali jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye ye chanchal kajrari aankhe ye chanchal kajrari aankhe ye chitchor shikari aankhe gayi dil cheer katari aankhe gayi dil cheer katari aankhe muskaye, shamaye, jhuk jaye matwaali naar thumak thumak chali jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye aa mil ke hum dhum macha de aa mil ke hum dhum macha de sapne sach kar ke dikhla de is duniya ko geet sikha de is duniya ko geet sikha de jag dole, sang hole, aur bole matwaali naar thumak thumak chali jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye in kadmo pe kis ka jiya na jhuk jaye matwaali naar thumak thumak chali jaye
Film cast:
Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Kanhaiya Lal, Dhumal, David, Helen, Johnny Walker, Rashid Khan
Singer:
Lata Mangeshkar, Mukesh, Talat Mahmood, Mohd. Rafi, Iqbal Singh
Lyricist:
Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director:
Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director:
Bhappi Sonie
External Links:
Ek Phool Char Kante at IMDB Ek Phool Char Kante at Wikipedia