Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
din gujarta hai raat dhalti hai zindagi gum ke sath chalti hai aati hai ek hi awaz jab mohabbat ki baat chalti hai kya khudaya khudya mohabbat ki baat chalti hai khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya ye haalat na banti ye surat na hoti har ek sham subah kayamat na hoti khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya hum tumko bataye kaise hum tumko bataye kaise hote hai mohabbat vale parde me hansi ke chup kar rote hai mohabbat vale rote hai mohabbat vale agartum samjhte mohabbat ka matlab agartum samjhte mohabbat ka matlab to izhar karne ki jarurat na hoti to izhar karne ki jarurat na hoti khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya is dil ka bura ho jis ne is dil ka bura ho jis ne humko na kahi ka chhod a tum jaise wafa dusman ne umid ka naata joda umid ka naata joda baharo ne apna nashe man na jalta baharo ne apna nashe man na jalta agarbaagba se shararat na hoti agar baagba se shararat na hoti khudaya khudya mohabbat na hoti hum ban ke chirage mahfil hum ban ke chirage mahfil jalte hai kai raato se hoti hai vo baate aksar dil darta hai in baato se dil darta hai in baato se ye manzil kabhi zindagi me na aati ye manzil kabhi zindagi me na aati agar dosto ki inayat na hoti agardosto ki inayat na hoti khudaya ye haalat na banti ye surat na hoti har ek subah sham na hoti khudaya khudya mohabbat na hoti khudaya mohabbat na hoti
Film cast:
Dara Singh, Mumtaz, Azad, Rajan K, Tabassum, Sherry, Babu Raje
Singer:
Lata Mangeshkar, Asha Bhosle
Lyricist:
Anand Bakshi, Asad Bhopali
Music Director:
Laxmikant, Pyarelal
Film Director:
Radhakant
External Links:
Boxer at IMDB