Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
dil insaf ka ek tarazu ye insaf ko tole apni jagah par pyar hai kayamdharti ambar dole sabse bada sach ek jagat me bhed anek jo khole tere bina jiwan suna ye bat ye premi bole ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o balam harjai ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o balam harjai ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o balam harjai ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi jalim kitni der laga di jalim kitni der laga di tumne aate aate ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jate dil diwana diwane ko kaise samjhate kahte ram-duhai ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi fursat bhi hai mausam bhi hai fursat bhi hai mausam bhi hai man hai rang raliyo me chup gayi hai tu khusbu banke shayad in kaliyo me maine tumko kina dhudna awara galiyo me ye awaz lagayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi mast hawa ne baat koi mast hawa ne baat koi aise kah di kano me jaise koi madira bhar de khali paymano me tadpaya aaj machalke dil ke armano ne rut ne li angadayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o balam harjai ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi
Film cast:
Dharmendra, Hema Malini, Aruna Irani, Tom Alter, Sailesh Kumar, Madhumati, Manju, Sajjan, Ajit, Amjad Khan, Keshto Mukherjee, Asrani, Sapru, Jairaj, Sujit Kumar
Singer:
Anand Bakshi, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director:
Ramanand Sagar
External Links:
Charas at IMDB Charas at Wikipedia