Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
kal ki hasin mulaqaat ke liye aaj rat ke liye ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain kal ki hasin mulaqaat ke liye aaj rat ke liye ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain kal ki hasin mulaqaat ke liye aaj rat ke liye ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain aap nind nahi kya aayi nind meri aap ne churayi nind nahi kya aayi nind meri aap ne churayi mai toh nahi soyi aadhi rat hoyi aap ko hua kya khas wajah koyi akele me ham ghabra gaye chale gaye the phir aa gaye toh maaf karna is bat ke liye aaj raat ke liye ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain aap abb hai kya majburi ha kam tha ek jaruri abb hai kya majburi ha kam tha ek jaruri lambi lambi rate chhoti mulaqaate bhul gaya tha mai do char bate bato se naa dil apne bhare aankho me kai sapne bhare toh sapno ki is barat ke liye aaj rat ke liye ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain mai aaya aap jate hain ham aapse sharamate hain lo mai aaya aap jate hain ham aapse sharamate hain mai toh hu divana mai yeh nahi jana hamse sharam ka kya hai bahana dekho pehle ham the ajnabi ho gayi magar ab dosti badle hue halat ke liye aaj rat ke liye ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain kal ki hasin mulakat key liye aaj rat ke liye ham tum juda ho jate hain achcha chalo so jate hain achcha chalo so jate hain achcha chalo so jate hain
Film cast:
Dharmendra, Hema Malini, Aruna Irani, Tom Alter, Sailesh Kumar, Madhumati, Manju, Sajjan, Ajit, Amjad Khan, Keshto Mukherjee, Asrani, Sapru, Jairaj, Sujit Kumar
Singer:
Anand Bakshi, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director:
Ramanand Sagar
External Links:
Charas at IMDB Charas at Wikipedia