Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi tujhe zami pe bulaya gaya hai mere liye tujhe zami pe bulaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai ke ye badan ye nigahe meri amanat hai ke ye badan ye nigahe meri amanat hai ye gesuo ki ghani chhao hai meri khatir ye hoth aur ye bahe meri amanat hai ye hoth aur ye bahe meri amanat hai kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai ke jaise bajati hai shahnaiya si raho me ke jaise bajati hai shahnaiya si raho me suhag rat hai ghunghat utha raha hu mai suhag rat hai ghunghat utha raha hu mai simat rahi hai tu sharama ke apni baho me simat rahi hai tu sharama ke apni baho me kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai ke jaise tu mujhe chahegi umar bhar yu hi uthegi meri taraf pyar ki nazar yu hi mai janata hu ke tu gair hai magar yuhi mai janata hu ke tu gair hai magar yuhi kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai kabhi kabhi mere dil me, khayal aata hai
Film cast:
Amitabh Bachchan, Rakhee, Shashi Kapoor, Waheeda Rehman, Neetu Singh, Rishi Kapoor, Parikshat Sahni, Naseem Banoo, Simi Garewal, Iftekhar, Deven Verma
Singer:
Amitabh Bachchan, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist:
Sahir Ludhianvi
Music Director:
Khayyam
Film Director:
Yash Chopra
External Links:
Kabhi Kabhie at IMDB Kabhi Kabhie at Wikipedia