Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur are e badhan hai pyaar kaa je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur kajraa vaali phir tu aise kaahe nihaare kajraa vaali phir tu aise kaahe nihaare e chitavan ke gori maane to samjhaa jaa re matalabavaa ek hai ek hai nainan pukaar kaa je ham tum chori ai huzur je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur dekho baadar aaye pavan ke pukaare dekho baadar aaye pavan ke pukaare ulfat meri jiti anaadi piyaa haare aayegaa re maja re majaa ab jit-haar kaa je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur ghunghat me se mukhdaa dikhe abhi adhura ghunghat me se mukhaaa dikhe abhi adhura aa baiya me aaja milan to ho pura e milnaa to nahi to nahi kuchh ek baar ka je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur je ham tum chori se bandhe ek dori se jayiyo kahaan ai huzur
Film cast:
Jeetendra, Sanjeev Kumar, Nanda, Kanhaiya Lal, Nivedita, Tarun Bose, Asit Sen, Durga Khote, Abhi Bhattacharya
Singer:
Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Mukesh
Lyricist:
Majrooh Sultanpuri
Music Director:
Laxmikant Pyarelal
Film Director:
Dulal Guha
External Links:
Dharti Kahe Pukar Ke at IMDB