Click on an artist to see artist record and click song to get the complete song details
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din me yaha se vaha janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din me yaha se vaha mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha me yaha, tum kaha, me yaha janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din me yaha se vaha o mere humsafar pyar ke rah par sath chale ham magar kya khabar o mere humsafar pyar ke rah par sath chale ham magar kya khabar raste me kahe reh gaye humnashe tum kahan, me yaha, tum kahan, me yaha janeja dhundhati phir rahi hu tumhe rat din me yaha se vaha mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha me yaha, tum kahan, me yaha dil machalne laga yuhi dhalne laga rang bhara pyar ka ye sama dil machalne laga yuhi dhalne laga rang bhara pyar ka ye sama aaj aise me bas chhod ke chal diye tum kaha, me yaha, tum kaha, me yaha janejan dhundhata phir raha hu tumhe rat din me yaha se vaha pas ho tum khade mere dil me chhupe aur mujhe kuchh pata na chala pas ho tum khade mere dil me chhupe aur mujhe kuchh pata na chala dil me dekha nahi dekha sara jahan tum kaha, me yaha, tum kaha, me yaha janejan dhundhta phir raha hu tumhe rat din me yaha se vaha mujhko aawaj do chhup gaye ho sanam tum kaha me yaha, tum kaha, me yaha
Film cast:
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan, Nirupa Roy, Balraj Sahni, Iftekhar, A K Hangal, Satyen Kappu, Narendra Nath, Paintal, Viju Khote, Lalita Kumari, Jagdish Raaj, Mushtaq Merchant, Nazneen, Srandhir
Singer:
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist:
Anand Bakshi
Music Director:
R D Burman
Film Director:
Narendra Bedi
External Links:
Jawani Diwani at IMDB Jawani Diwani at Wikipedia